Ola Cab Book Karne Ka Tarika हिंदी में! - Ola Aap - Gyani Bihar


Dosto Aaj Ke Ish Post Me Aapka Swagat Hai.

Dosto Aaj Ke Ish Post Me Mai Aapko Ola Cab kaise book kare ye batane ja raha hu.

Aaj Ke Time Me Ola Ke Bare Me Aapne Akshar Suna Hoga Ki Ola Se Cab Book Kiya Jata Hai Lekin Agar Aap bhi Sb logo Ki Tarah Ola Cab Kaise Book Karen Ye Sikhna Chahte Ho to Aap Bilkul Sahi Jagah Par Aaye Ho. 

Aaj Ke Ish Post Me Aap Aasani Se Ola Cab Book Karna Sikh Sakte Hain

Ola Aap Par Gadi kaise Book Karen


Ola Cab Book Kaise Karen (How to book cab online)


Ola App Par aap Bike, Car, Auto, E-Rickshaw etc. Ye Sb Chije Aap Bikul Aaram se Book Kar Sakte ho.

Ola Par Cab Book Karne Ke Liye aapko Niche Diye Gye Steps Ko Follow Karna Hai.


Step 1 : Ola App Par Aapko Cab Book Karne Se Pehle Aapko Play Store Se Ola Aap Download Karna Parega.


Step 2 : Ola App Ko Play Store Se Download Karne Ke baad Aapko Ola App Ko Open Kar Lena Hai.


Step 3 : Ola App Ko Open Karne Ke baad Aapko Kuchh Aisa Interface Dikhega Isame Aapko Upar me Current Location kar Lena Hai.


Step 4 : Iske Baad Aapko Niche Me aapko Jish Location Par Jaana Hai wo Select kar Lena Hai.


Ola app 



Step 5 : Iske Bad Aapke Screen Par Bahut Se Gadi Ka Options Aaj Jaayega Aapko Jis bhi Gadi Se Jaana Hai aap Uske Select Kar len. 


Ola app download 



Step 6 : Gadi Select Karne Ke Baad Aapko Book Now Par Click Kar Dena Hai. Iske Baad Aapka Ola App Par Aapka Cab Book Ho Gya hai Kuchh Der me Aapki Book Ki Gayi Cab Aapke Pash aa Jayega.


निस्कर्ष 


Dosto Aapne Ish Post Me Aapne ओला बुकिंग एप, How to book cab online, Ola Book karne ka App, Ola Se Cab Book Karna Sikha. Aapko Gyani Bihar ka Ye Post Kaisa Laga Ye Comment Section Me Bataye Aur Apne Dosto Ke Sath Share Jarur Karen.





एक टिप्पणी भेजें

0 टिप्पणियाँ

Close Menu